Baadalon se ghir kar chhup rhe the hum, Na jaane kiss se muh mod rhe the hum, Jo nazar aaya hi nhi usse khoj rhe the hum, Achanak humne mehsus kia ki ankhein muund kr baethe the hum, Dekha toh paaya baadal baeth kar ho gye the thum, Khud ko khud ke saamne roobaru kar rhe the hum, roobaru kar rhe the hum…
top of page
bottom of page
Comments